Top Contant

Friday 27 April 2018

Computer Me Hindi Typing Kaise Kare

 Computer Me Hindi Typing Kaise Kar Sakte hai. Jab app computer Me type Karne Ki Koshish Karte hai To Usme Phele se english Set Hoti hai. Hum chahe to Is Tarike Se Simple Hindi Me Typing Kar Sakte hai.

Computer Me Hindi Typing Kaise Kare ?

Dosto Computer System Ki Default Language English hai Esliye English Me Hi Normal Typing Hoti hai. Agar app Kisi Hindi font Ko Computer Me Install Karenge to apko Hindi typing Ki Samajh Aur Us Hindi Words Keyboard Par Kaha hote hai Unka Gyan hona jaruri hai. Jo Ki Har Kisi ko Possible Nhi hota. English typing Ke Mukable Hindi Font Me typing Karna Thoda Mushkil Ho Sakta hai.
Yaha Me Apko 2 Tarike Ke Bare me bataunga Jinki Madad se App Computer Me Hindi Typing Aasani Se Kar Sakte hai.
Step: 1Agar apko Hindi Font Typing Ka Gyan Na Ho to App Is Tarike se typing Kar Sakte hai.
New Computer User Ko Ho Sakta hai Ki Hindi Font typing Ka Gyan na ho. Ese Me Unko Internet Se Ek Tool Download Karna Padhta hai Jiska Naam hai Google Hindi Input Tool Sirf Ek  Bar Download Karne Ke Bad app Isse Installed Kar Lijiye Aur Jab Bhi App Type Karenge to apko Ye Hindi Me Type Karke dega. aap chahe to online ya computer me notepad ya word-pad Etc
Google Hindi Input Tool Smartphone Me Hindi Typing Ke Liye Available hai Jiski Madad se English Language Ko Hindi me type Karna Bahut aasan ho gya hai.

Agar apne Hindi Typing Seekhi hai to app Hindi Font Ka Istemal karne Par Hindi Typing kar sakte hai. Ye tarika dusra hai jisme Keyboard ke button aur Hindi typing Dono ka Combition Wahi Jaan Sakta hai Jinhone Hindi Typing Ka Special Course kiya hai. Hindi Font app Internet se download kar sakte hai jisme Hindi Font ke Liye Kruti Dev 010 , Mangal , Kundli Hindi Normal Acche hai
कंप्यूटर हिंदी टाइपिंग का सबसे अच्छा तरीका गूगल हिंदी इनपुट टूल है जिसकी मदद से आसानी से कंप्यूटर में हिंदी टाइपिंग की जा सकती है
ये हिंदी टाइपिंग का सिस्टम  नए व्यक्ति जिन्हें हिंदी टाइपिंग का ज्ञान कम हो उनके लिए बहुत कठिन हो सकता है. उदाहरण के लिए अगर आप भारत लिखना चाहते है तो आपको कीबोर्ड के Hkkjr के बटन दवाने पड़ेंगे जब जाकर भारत शब्द निकल कर आएगा ये थोडा तरीका अलग है जो कठिन भी है

0 comments:

Post a Comment

About Me

author Sanjiv Rajbhar JankriDekho उन pro-bloggers और serious bloggers के लिए बनाया गया ब्लॉग है जो अपने ब्लॉग से पैसे कमाना चाहते हैं. यह Hindi bloggers की एक community है. JankriDekho 10 जून, 2018 को Make Money Online blog के रूप में बनाया गया था. हमारी यह blog उन bloggers के लिए हैं, जो ब्लॉग को successful business में बदलने के trade के तरीकों को सीखने के लिए तैयार रहते हैं
Learn More →