latest Post

Kaise Pata Kare Aapki Site Ka Content Copy Ho Raha Ya Nahi Full Guide Hindi

Dosto aaj ham janege ki Kaise Pata Kare

 Aapki Site Ka Content Copy Ho Raha Ya Nahi is topic par baat karenge dosto aapko malum goga ek post ko write karne me lagbhag 2-3 ghanta hai but dosto use copy karne me lagbhag 3-5 mintue hi lagta hai lekin hamko pata nahi chalta ki kaun post copy kiya hai To dosto aapke liye ye post bahut hi important hai is post ko follow kare

Kaise Pata Kare Aapki Site Ka Content Copy Ho Raha Ya Nahi

Iske liye aapke pass 2 option hai

1. Copyscape
     
      क्लिक करे
2. Google Ki Help Se 

Dosto ye bhi trick best hai iske liye aapko sabse pahle google me jana hoga
Uske baad jo aapko post check karna ho use is tarah Type kare ( ” Aapka post” )
Aur Search Par aaclick kare
Ab jis post ko aap search kiye uska result aa Jayega sabse top par aapka post rahega aur jo aapke post ko copy kiya hoga wo bhi aapke niche uske website ka naam aa jaye ga
Dosto aapko agale post me bataunga ki copy content ko google se kaise report kare


About SharenPost

SharenPost
Recommended Posts × +

0 comments:

Post a Comment